Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalaam-o-Alaikum, mujhay yeh maloom karna hai k agar Quran-ePak galti say zameen par gir jaey to iss ka kia kaffara ya fidya ya diyyat hai ? Email ka reply bohot zaroori hai. 
Answer Quran paak ghalti se hath se gir jaey tu koe kaffara nahi hay laikin zarori hay k os ko faruran uthae or ehteraam kare. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael e jaame, Mafhoom e Maslah #404). Update on dated 01-09-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.