Answer |
Tazkiya e nafs or roshan e qalbi k liay namaz e subah or isha k baad awwal o aakhir 7 baar salawaat k sath 100 baar sorah e shoora ki ayat#53 ko 100 baar perhain tu insha allah zahir o batini aalaisho o khabasatu se nafs bazaar hoga. (Ref: Nawaa e saliheen, pg#342). Update on dated 13-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |