Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name engineering student 
Question Nabi PAk Saww ko momin aurton se kin shariet per bait lanay k kaha gya tha ?  
Answer Khuda Quran paak main hamaray nabee (s.a.w.w) ko momin aurton se jin sharait k saath bai,at lainay ko kaha tha wo ye hain: “ paighamber agar emaan lanay wali aurtain aap(s.a.w.w) k paas is amar per bai,at kernay k liay aain k wo kisi kko khuda ka shareek nahi banain geen or chori nahi karain gi.aulaad ko qatal nahi karain gi or apnay haath paon k saamnay se koe bohtaan(lerka) lay ker nahi aaain gi or kisi naiki main aap ki mukhaalfat nahi karaian gi tu aap(s.a.w.w) on se bai,at ka maamla ker lain or on k haq main istighfaar karain k khuda berha bakshnay wala meherbaan hay.(Ref:para#28, sorha#60 Mumtahinah, ayat #12) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.