Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question YA ALI(J.J) KI MADAD . . mera sawal yeh hai k Masoom apki tawzeeh k pehle page par likha hai k asool e deen mein taqleed jaiz nahee hai to phr app log azadari or matam par kese fatwa laga detay hoo ? 
Answer Her mukallaf per wajib hay k jo ijtehaad k darjay tak nah pohncha ho wo tamaam ibdaat or maamlaat or tamaam afaal(kaamo) k kernay or terk kernay main ya tu muqalid ho ya ehtiyaat per amal kerta ho.(Re: Ayatullah sistani(d.b), minhaajus saliheen part#1, maslah#1). Note: Azadari or matam usool e deen main shamil nahi haain. Usool e deen 5 hain: 1.Tauheed, 2.Adl, 3.Nabuwat, 4.Imamat, 5.Qiyamat. Is liay aqaid k alawa tamaam deeni ehkamaat main aap k liay taqleed zarori hay.aap ko chahiay k aap azadari or matam main bhi apnay mujtahid k fatway k mutabiq amal karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.