Answer |
wssalam o alykum, Ager is dua (ya raheema kulli sareekin wa makroobin, ya raheemo bi rahmatika ya arhama al-rahemeena) ko peer ya roz e jumma likh kar moom jama kar ke kamar main band lain to INSHALLAH ALLAH TAALA is se nijaat aata kare ga. (Ref : nawaa e saleheen , pg #330). Update on dated 27-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |