Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question haiz ki halat mein ghusle janabat kar sakte hain ya phir jab haiz se farigh hoon tho ghusle haiz aur janabat saath mein karoon plz jaldi jawab de dain 
Answer Jee haan, haiz ki halat mein tamaam wajib ghusl or ghusl e janabat kerna sahi hain or isi terah tamaam mustahab ghusl kerna bhi sahi hain, laikin haiz k khatam honay se pehlay ghusl e juma kernay main ishkaal hay(yani ghusl e juma ehtiyaat ki bina per sahi nahi hoga). Jis shaks per khuch ghusl wajib hoon wo on sab ki niyat ker k aik ghusl ker sakta hay.or agar in main se kisi bhi aik makhsoos ghusl ka qasd karay tu wo baqi ghuslo k liay bhi kafi hay.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Minhajus saliheen, part 1 maslah 233, Tauzihul masail, Maslah # 389 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.