Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalm alikum Kya Quran sharif hindi mai padhna jayaz hai ya nehi? Inshallah muje ap jaldi se jawab bhej denge.Allah hafiz  
Answer The proper reward is for the Arabic recitation. (Ref: E-mail Rcvd from A.Sistani, dated:15-07-11). Translate: Munasib sawaab Abrabi tilawat k liay hi hay. Note:Aap ko quran ki tilawat arabi main hi kerni hogi.aap ko hindi main quran perh ker samjhnay ka sawaab milay ga.laikin quran ki tilawat ka jo azeem sawaab hay wo sirif arabi qirat ker k hi milay ga.agar aap quran e kareem ki tilawat ka sawaab hasil kerna chahti hain tu arabi qirat ko sikhain. Aap quran perhnay k liay qurani cds say bhi madad lay sakti hain or web sites say bhi seekh sakti hain. Hum aap ko khuch website addess day rahay hain in k zerye qirat e qurani ko sheikh lain. Please see these links and learn quran e kareem. Ref: http://quran.com/ http://www.quranexplorer.com/ http://www.quran.net/ (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.