Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aaqa Khomaini  
Question main hazrat aayatullah Khomaini RA ki takleed kerta hoon. ab wo bazaahir is dunyan mai nahi. kya meri takleed saahee hai 
Answer Agar wo mujtahid jis ki aik shakhs taqleed karta he wafaat pa jay to jo hukum oski zandigi me tha wohi hokum oski wafaat k baad bhi ho ga. agarmerhoom mujtahid, zindah mujtahid k muqaablay main aalam (ziyadah jaanay wala) ho tu merhoom mujtahid ki taqleed per baaqi rehna wajib hay.warna zindah aalam mujtahid k masa,il per amal kerna hoga.or agar kisi k bhi aalam honay ka yaqeen nah hosakay ya dono ilm main baraber hon tu iktiyaar hay k kisi bhi aik ki taqleed main ajaay.(Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#8). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.