Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalamo alikum..agar juma ki pehli rakat choot gayi ho to kya karna chahiye??? 
Answer Jab muqtadi namaz e jumma ki doosri rakat k rukhu se pehlay imam k sath shamil ho jay to oski namaz sahi he aur wo os k baad aik rakat furada(akailay) parh le ga aur agar doosri rakat k rukhu me shamil ho to ethiyaat e wajib ki bina per is namaz e jumma per iktefa nahi kar sakhta aur zarori he k zohor ki namaz parhain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 124) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.