Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalam alekum .....mere sohar..nhi hs ...or me 18 sal se akeli rahti hu ..meri 3 ladkiya he ..mene hi unhe bada kiya he akele. me ek frnd he mere unse pyar krti hu..wo KUWAIT me he ..3 sal se hamari frndship he ..unki b wife nhi thi tab or unka 1 ladka he. jb hum dono pyar krte the ..tab unki b wife nhi thi. abhi dedh sal phle unki dusri shadi ho gayi. .tab se wo mujhe bolne lag gaye k wo mujhse pyar nhi krte. magar phle to wo krte the bhut. hum dono kbhi mile nhi he sirf net pe bate krte the. or fon pr. .bate ki he ..me unse bhut pyar krti hu ..wo bolte he y sb galat he gunah he ..or wo jo mujhse pyar krte ths. .wo SHETAN aa gaya tha. galti ho gayi thi ..or unhe ahsas hua to unhone allah se mafi mang li he ...me unhe bolti hu. .gunah mat kro nazayaz mat kro mujhse nikah kr lo ..me kbhi ek pesa nhi mangungi ..me jese aaj mere bachcho ko lekr apni famly me rahti hu ..wese hi rahungi ..aap b apni famly me rahna ..me kbhi kuch nhi mangungi ...magar wo bolte he ..k me nhi krna chahta ..islam me to 4 nikah kr skte he na ..wo bolte he k tum mujhe nikah k ly force krogi ..to mere bibi bachche ki life kharab hogi. .or unki badduaa tumhe lagegi. ..lekin aap btaiye ...islam me to 4 nikah kr skte he na ...mujhe unse kuch nhi chahiye ...bs nikah krna chahti hu ...hum jese pahle rahte the wese hi rahenge ...wo unke ghar me mere ghar ...aap plzzz bataiye ...kya y galat he ...me unhe apna banane k ly nikah krne k ly kon sa wajifa kru ..or kru. to y nazayaz to nhi he ...mujhe kisi ki badduaa to nhi lagegi ..or islam me to 4 nikah admi kr sakta he. .or me Zina ya nazayaz to krna nhi chahti ..unse nikah krna chahti hu ...plzzzz bataiye ...y sahi he kya. ..me 18 salo se akeli rah rahi hu ..kbhi nikah krne ki nhi sochi ...or ab mujhe unse pyar hua. ..or unse hi nikah krna chahti hu ...plzzz meri help kijiye ...or btaiye ...me kya kru. ..or kya y sahi he ...... 
Answer Aap on se nikah ki guzarish ker sakti hain, on per zoor zabar dasti nahi. on ko ikhteyaar hay, k wo aap se nikah karain ya nahi. Q k nikah main lerka or lerki dono ki rizamandi zarori hay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #). 1) Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen, Mafhoom e pg # 352). Wazifa bayan karnay k sath aap ko is fiqhi maslay ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref: kitab nigah aur libas ques # 106 , Mafhoom e pg # 69).Update on dated 24-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.