Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Question: Sir agar aik larki shadi shuda hay our os ne zina ak gher shadi shuda lake k sath kia. Is k bad ager shohar ko pata chal jata hy aur wo apni bewi se sari batein negalwata hay. Tu is my larke aor larki k lie islam main kia saza hay 
Answer Agar shohar daar aurat zina karay to ehtiyaat e wajib ki bina par wo zaani par hamisha k lie haram ho jaati hai laikin shohar par haram nahi hoti hai (yani nikah nahi toota hai) aur agar tauba aur istighfar na karay aur apnay amal par baqi rahay (yani zina kari terk na karay) to behter ye hai is ka shohar isay talaq day dai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2367). Update on dated 01-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.