Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam,Sir mn aik larky se buht muhabbat karti hun or wo bhe mjhse buht muhabbat karty hain,hamary relation ko 4 saal ho gaye hn,mene abhe abhe inter kia ha,unk ghar Waly rishty k leye bhe razi hain or wo bhe razi hain magar jb unho ne hamary ghar rishta bhyja to mere walid ne mana kar dia Kehny lagy 3 saal bad shadi karunga,Sir mera agly 1,dedh saal mn unwe shadi karna buht zaruri ha unk ghar sambhalny wala koi ni ha warns unki shadi kahen or ho jaye he,mn buht pareshan hun meri madad karye plz.apka Ahsan hoga mjhpar 
Answer 1) Larke aur larki ki dosti jaiz nahe hai kyu k haraam me mubtela hone ka khouf moujood hai. (ref:nigha o libas aqa sistani,pg:66) 2)Rasool allah ne farmaya: surah yaaseen ki tilawat kiya kare is me 10 barkate hai (us me se aik ye hai k ) jin ki shadi nahe hoi hai wo shadi shuda ho jaay ghe. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 18). Update on dated 01-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.