Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name bilal 
Question mufti sahab mera sawal ye hai k main hk main rehta hoon yahan main aik larki se shaadi karna chahta hoon magar shaadi se pehlay mujh ghalti sarzad ho gai hai aur wo larki pragnant ho gai gai hai aisi halat main hamain kiya karna chaye?  
Answer Is sawal k kuch pehlu hein 1) Agar koe shakhs kisi aisi aurat se zina karey jo be sohar ho magar iddat me na ho to ethiyaat e wajib ki bina per toba karne se pahle is se shadi nahi kar sakta. 2)Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is(aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2364) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.