Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kaya namaz ada kar ke dua karne liye sajda karna jiaz hai? aur agar quran-e-pak ki talawat lagi ho aur sajda-e sahav a jaye to kaya karna chahiye agar begair wazu ke hon to? 
Answer 1)Insan k lie mustahab he k namaz k bad sajdah e shukr baja lain aur itna kafi he k shukar ki niyat se peshani zameen per rakhy laikin behter ye he k 100 dafa ya 3 dafa ya 1 dafa (shukral lillaah ) ya (afwan) kehay aur ye bhi mustahab he k jab bhi insan ko koe nemat milay ya koe musibat tal jay to sajdah e shukar baja lay. 2)Agar insan quran k wajib sajday wali ayat tape record me ya recording sunay to os per sajdah wajib nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1110 , 1083 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.