Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Humne ek ladki se khud nikah kiya h allah ko gawah banake or wo bhi manti h is nikkah ko par ghar wale manti nahi h hamara nikkah hua ki nahi Sara tarika apna h nikkah me sirf gawah allah tala h koi insan nahi h mujhe bataye ki agar galat h to khud se nikkah kaise kare bahut meharbani hogi tarika quran or hadis ki roshni me 
Answer Kunwari(virgin) larki us waqt nikah (daimi /muta) ker sakti jab larki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat deden , bas jis jagha aurat k liye baab ya dada se ijazat lena zarori hai agar wo ijazat liye beghair nikah karen to us ka nikah batil hai laikin agar baab ya dada bad me ijazat de den to nikah sahi ho jayega. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2341-2342). Update on dated 21-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.