Question |
Aslam o alikum mera sawal yeh he k main court k zariye divorce li he our mare husband saudia main hoty thy ab wo ay hen pakistan main ab un ka kahna he k main solha karna chahta hon qk main ny divorce nai di or jab caes howa tha us time mujhy kuch samjh nai aya or gusy main tha to main signature kar diye par main ny dil say our mun say koi alfaz nai boly. Ab ap yeh bata day k kia yeh solha ho sakti he or is k liye kia karna chahy |