Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sallam Mera sawal hae mae ne two shadiyaa ki huyi hae doosri bv ko nikah k waqat oos k baap ne talaq lene ka hqq diya tha mae out of country rehta hoo or bv se phone pe whattsapp pe b baat hoti rehti hae or baaz daffa choti choti batou pe oos ne mujhe bohat baar kaha mujhe dvrc do jesa k mae pehle bata chukka hoo nikah k waqat oose hqq diya tha talaq lene ka ab mae ne parha agr bv ko hqq diya jaye or wo dvrc bagher bataye b krr sakti hae bohat ooljhan ka shikar hoo samjh nahi aa rahi kya sahi hae kya ghlt or dvrc wali baat wo apne moo se kayi baar keh chukki hae Mujhe dvrc do or aaj mujhe patta challa wo kehti mujhe nahi patta kya karoo samjh nahi aa raha please jawab jld se jld send kare 
Answer Aap k liay on k mutaalbe per talaq daina wajib nahi hay. Talaq ki khuch sharait hain, on sharait k baghair talaq durust nahi hogi. Talaq k I sharait k liay is link per click karain. (http://www.sistani.org/urdu/book/61/3650/). Update on dated 21-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.