Question |
Ji mera sawal yeh hen k main ny adalat k zariye khola liya he laykin mare husband yahn nai thy wo saudia main thy un ka kahna he k main nay talaq nai di or na hi main ny deni he unho ny sirf aik bar hi signature kiye thy adalat main phr un ki gair majodgi main hi sara caes chala tha ab un ka kahba he main ny solha karni he kia ab solha ki gujaysh he plz mujhy yeh zaror bata dain plz |