Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar husband bivi se ke me to bachon ko primary schools me parhaon ga .wife ne kaha ke me khud job kr k parha lon gi ache school me.to husband ne kaha k to phir to meri taraf se farigh hai.muthe aisa laga woh kah rahe hain k me phir tumein nahi poochon ga.husband ka kehna hai k meri talaq ki niyyat nahi thi me bachon ko kah raha tha k yeh phir meri taraf se farigh hain .muhje sunai dia k mujhe kaha ke to phir farigh hai.mujhe bhi laga k unki talaq ki niyyat nahi thi.lekin kia in alfaz se talaq hogi ya nahi. 
Answer jee nahi is terah talaq nahi hoti. Talaaq k sahih honay ki chand shra’it hain. 1) Talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2) Talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna baatil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3) Tarori hay k talaq arbi zaban main di jaay. 4) Talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5) Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.