Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question fitra kab wajib hota hai? namazke libaas ki kitne shart hoti hai  
Answer Eid ul Fitr ki raat Ghoroob e aftab k waqt chand sharait k saath fitra niklaana wajib hota he. 2)Namaz parhnay walay k libas ki 6 shrtain hain. 1 : Pak ho. 2 : Mubah ho bina bar ethiat e wajib. 3 : Murdar k ajzah say na bana ho. 4 : darenday k ajzah say na bana ho balke ethiat e wajib ki bina per haram ghost hewan k ajzah say na bana ho. 5,6 : Agar namaz parhnay wala mard ho to is ka libas khalis resham aur sonay ki kerhai ka bana hua na ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1952, 756).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.