Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya muslmano ko ghaer muslim ky sath khana khana jai hai  
Answer Musalman ko ye haq pounchta he k wo ahl e kitab or un k aalawa dosray kafiroon k haath se bana hua khana kha le, is shart k saath k musalman ko is baat ka yaqeen aur itminaan na ho k (ghair ehle kitab) kafir ne use geele haath lagaye hen. Aur is baat ka bhi yaqeen or itminaan nah ho k is khane me ayse koe cheez shaamil hai jin ka khana haram he, Al’battah ghosht , charbi aur on say bani hoe cheez na ho. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 152-153, Pg #120, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.