Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Mulvi sahab mera ye sawal ha k kya namaz main seene pr haath bandhna aur rafaulyadain krna jaiz ha agr nahi ha to aurat aur mard kyun alag alag namaz parhte hain 1 seene pr aur 1 naaf kay neechay. 
Answer Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. Apnay hathoon ko aajizi aur adab ki niyat se baandhnay se namaz ehtiyaat e wajib ki bina per batil ho jati hay.or agar namaz main haath baandhnay ka kaam shariyat ka hokum samajh ker karay tu aisa kerna haram bhi he .(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1113 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.