Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Sir hamare mere kuch family memberh ne kafi baar Quran pe hath rakh ke kuch kasmain khayi hain...un main se kuch jhoti hain aur kuch sachi... Ab hamare ghar me bohat se problems chal rahe hain..Hum ghar valoo me pehle bohat itfaaq tha lakin ab hamara ghar tootna shuru ho gaya hai...Aik ke baad ek problem khari ho jati hai....Jo ke mai semajhti hu Quran ki jhoti kasmoo ki saza hai...Please aap muje bata dain Ke Quran Pak Ki kasmoo ka kaffara kya hai.....Take me apne ghar ko bacha sakoo....me bohat pareshan hu...Aap se guzarish hai ke hamare ghar ke liye Dua kaian aur is massale ka hal bhi batai...Allah aap ka bhalla kare...Amin 
Answer Agar koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hoon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 30-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.