Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question shia ka kalma kahan se sabit hai? Quran main toh sunni ka kalma mil jata hai ek saath nahin lekin alag alag hi magar Ali un Wali Ullah kahin nahin milta poore Quran main toh shia yeh kalma kaise parhte hain? 
Answer Quran-e-Majeed main Khudawan-e-Kareem nay irshad farmaya hay kay =tumhara wali o sarparast Khuda aur us ka Rasool aur wo log hain jo Iman laey aur namaz ko qaim karnay walay hain aur halat-e-rukoo main zakat detay hain= Sura Maida Ayat No.5..Riwayaat main ye baat sabit hay kay halat-e-rukoo main zakat sirf molaey kainaat shehenshaah-e-wilayat Ali ibne Abi Talib A.S nay ada ki hay,to is say sabit hay kay Hazrat Ali A.S Allah kay wali hain.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.