Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Mera masela ye hai k main homosexual tha, lekin last year se meny is bure amal p ziyada qabu pa lia hai, q k main aksar bimar rahny laga tha, albta meny treatent krway tha, or thek ho gya tha, lekin kuch roz pehly mujh se same amal ho gya hai, or main fir se bimar ho gya hon, plz ap koie wazifa irshad farmaen ta k main jald az jald sehtyab ho jaon, or is gunah se bchon. 
Answer 1) Merd, merd ko shehwat ki nigaah se nahi daikh sakta.or merd ka merd se ghair fitri amal(homosex/ fuck)anjaam daina jiaz nahi hay.or ye merd ka merd se bad-faili kerna gunahanay kabeera hay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 460-46, (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#29 ) 2) Hand practice(Istimna) karna kisi bhi zariay se ho haram he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 462 pg # 253) 3) Toba ka tareeqa : sab se pehle to parvardigare aalam ki barghah me ham ne jo gunah kiye ho un par pshemani honi chahiye, us ke baad aeenda gunah na karne ka pakka irada bhi hona chahiye, is k baad tisre(3) marahel me jo gunah kiya gaya he uska azala karna bhi zaroori he aur woh is tarh se k agar namaz ko choda gaya ho to us ki qaza karni padegi aur agar kisi ko kisi qisma ka nuqsan phonchaya tha to woh nuqsan pura karna padega, agar zina kia he to us ko chorna ho ga, yeh sari batain insan k apne gunaho ki qafiyyat par he, in umoor ki anjam dahee k baad raheeem o kareem parvadigar aalam se mohammad w aale mohammad s.a.w.w. ka wasta dekar dua ki jaye to inshaAllah zaroor tauba qabool ho jayegi. Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karte he aur aisa hirgis nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) 4)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) (Ref: Naeem ul aamaal pg# 316) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.