Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question as salamo alekum, mera naam salim hai me india madhya pradesh ke chhote se zile seoni ke bhoma gaon se hu, mera salawal ye hai ki kya kisi ladki ko bhaga kar shadi karne ke bad ya bese bhi nikha karne ke bad agar walima nahi diya our bachche ho jaye to kya wo haram hai, 
Answer Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335). Update on dated 17-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.