Answer |
Note Is web site per fiqhae jafaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.
Zawal e aftaab (zohar e sharie) ka matlab he aadha din ghuzar jana. Maslan agar din 12 ghantay ka he to suraj nikalnay k 6 ghantay k baad zawal ka waqt ho ga. Raat me zawal ka waqt nahi hota he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 718) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|