Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam mera sawal ha kay bap ki ijazat kay bgair mai larki say mutta kr sakta hun kia agar ye mumkin na ho kay wo apnay bap say pochay ?? jaisay app nay aik que kay answer may likhakay agr baap ya dada os merd k saath osay shaadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Ismlam ki nazar main) or urfan(maa 
Answer Ijazat laina hogi Q k Kunwari lerki os waqt tak mutah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap lerki ko nikah ki ijazat nah day day or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtaar or baligh bhi ho. Haan agar larki ka baap os merd k sath osay shadi kernay ki ijzat nah daitay hoon jo sharan(Islam ki nazar main) or urfan(mea’ashay ki nazar main) os k brabari(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342). Update on dated 20-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.