Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam G. Main nay apne aik dost ke Saat aik kaam ke bare main Quran pe hath rakh ke qasam Kiya Tha ke main ye Kaam nahi karonga. Ab agar main nay qasam wapas Lena ho to mujha Kiya karna hoga? Plz must reply me. 
Answer Ye qasam sahi nahi hay, lehaza is per amal karna wajib nahi hai aur kaffara bhi wajib bhi wajib nahi hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2634 ). Update on dated 20-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.