Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Shadi se pahale honewali wife se Shadi ki pahle raat k bare mai baat kr skte hai ky?  
Answer 1) Biwi k alawa kisi doosray sai fehesh batain kerna haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34). 2) Jab tak nikah na ho jaay aurat aur mard namehram rehte hain aur na-mehram se aam mamool ki baat cheet karney me jis k under koi shehwat angaiz baat nah ho tu koi haraj nahi hai lakin is me bhi shart he k is se koi jinsi lazzat hasil nah ho aur nah hi haraam me pernay ka khoof ho. Warna haram hai. (Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 115, pg # 57) . Update on dated 20-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.