Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agr ghusal krte hue koi jaga dhone se reh jaye or bad me wo dho li jaye tu kya ghusal hoga 
Answer Agar kisi ko ghusl k baad pta chalay k is ne badan ka khuch hissa nahI dhoya to agar wo left ya right taraf ho to sIrif ise miqdaar ka dho lena kafi hai aur agar sar aur garden dhonay sai reh gae ho to ehtiyaat e wajib ki bina par zaroori hai k itni miqdar dhonay k baad dubara badan ko dhoay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #364). Update on dated 12-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.