Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asslamalikum, I am reverted and Mea sawal he ki, Agar haiz ke dino me hambistari husband aur wife ke bich ho jaye to pehele zanabat ka ghusul kare ya haiz ka? Ya kis tarah guusul karna chahiye? 
Answer Halat e haiz main ghusl e janabat kerna sahi hay, isi terah haiz k khatam hone k baad ghusl e haiz or nifaas dono ki niyat ker k aik ghusl kia jasakta hay or isi terah In dono ghusl main se kisi aik ki bhi niyat ki jasakti hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhajus saliheen,part#1,Mafhoom e Maslah #233). Update on dated 05-02-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.