Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Meri aik cousin k sath rishtey ki baat chal rahi thi. unho ne rishta ni diya. (galti zyada meri hi thi k pehle meine un ko kaha k aap inkar kar dein baad mein jab unho ne inkar kar diya to meri family ne un ko manane ki buhat koshish ki lekin wo log ni maane). meine guse mein aa kar Allah se waada kiya k agar us Larki se meri shaadi na hui to mein kisi se bhi ni karu ga or us larki ko b keh diya k sirf tum se hi karu ga shaadi. lekin ab un logon ne inkar kar diya hai. mein agar Allah se kiya hoa waada wapis lena chahu to kya karna pare ga mjhe ab? mein buhat tension mein hu k mjhe aisa ni kehna chahie tha Allah se. Plz mere sawal ka jawab de dijie jaldi. 
Answer Aap ka ye wada sahi nahi or is wade per amal kerna lazim nahi.(Ref:Ayat Ullah Khumeni(r.a),Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #2664). Update on dated 26.02.16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.