Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aik mard ne aik larki se mutah kya aur muddat 2 saal rakhi likin kuch wujuhaat ki wajah se 1 month me mard ko muddat bakshni pari, ab is me larki k lie iddat k kya masail hai? aur kya ye ye mard aur larki dubara mutah kar skhte hai? rujuh k kya masail laagu hunge is situation per 
Answer 1)Agar muta ki muddat hambistari ker k baad bakhsh di jaey tu aurat ko mukammal 2 haiz iddat rakhni hogi. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , Maslah #259, eidition # 1st ). 2) Merd ye ker sakta hay k jis aurat k sath os ne pehle muta kia ho or abhi oski iddat khatam nah hoe ho ho, os se daimi nikah ker lay ya dobara muta ker lay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2396). Update on dated 07.0316. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.