Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamualaihkum me ek pg me rehta hu jaha roti ek aadmi banata hai kuch din pehle wo daaru pia hua tha or ussi haal me roti banai kya wo roti khana jaiz hai?? Or agar dusri surat me wo hath dho k banaye to kya us surat me jaiz hai?/ 
Answer Agar os k hath sharab se najis nahi hoay thay ya agar najis hoay thay or os ne hat paak ker k roti banae ho tu phir aisi roti khana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah khoe(r.a), Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #112,163). Update on dated 05-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.