Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aoa plz answer the que mai ni quran pak pay hath rakh k jhooti qasam khai per sirf apni izat bachany k liye per vo b mujh kaha gya ke uthao quran ab kasam khao ... per ab jo qasam khai thy jhooti us ka pta chal gya hai ke jhooti qasam thy jis k samny khai thy kia ab mujh pay kuch bnta haai ? kia azab tu ni ai ga ab mujh pay ? Allah naraz tu ni mujh say ? mujhy her waqt yehi dar rehta hai k allah ni maaf kia ya ni . plz answer. mai ni 3 rozy b rakhy thy kufaray ke jhooti qasam k . kia abi b koi kufara bnta hai ? jub k sub ko such pta chal chuka hai .  
Answer Jo shaks qasam khaey, agar oski baat sachi ho tu os k liay makhrooh hay or agar jhoti ho tu haram or gunahaan e kabira main se hay. Or is terah ki qasam agar jhooti ho tu tauba kerna wajib hay laikin kaffara wajib nahi. (Ref:Ayat Ullah khumeni(r.a), Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #2671). Update on dated 08-03-16 . (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.