Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Zohar ki namaz 4 baje pade to asar ka wakt aa jata he to Zohar ki namaz kaza hoti he ? 
Answer Zohar aur asar ki namaaz ka waqt zawaal aaftaab k baad se guroob aaftaab tak hai . Suraj k doob jane aur mashriq ki janib se nikalne wali surkhi k darmiyane waqtfe me namaaze zoharain ada aur qaza ki niyat k beghair anjaam de . aur ehteyate waajib ye hai k namaaz perhne me is waqt tak takheer na ki jaay . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 718) (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 72,pg # 41) . Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.