Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar larka larki ka rishta teh hota hai or phr unka nikah ho jata hai or nikah k 2 sal bad rukhsati hoti hai to ye jaiz hai k nikah 2 sal tak rehta hai ya nhi. agar nhi reh sakta 2 sal tak to resion btae with hadees nabvi(s.a.w) or agar 2 sal tak reh sakta hai nikah to phr b hadees ya koi quran ki ayat brae is k bare mai.  
Answer Sigah nikah k zarie mard aurat per aur aurat mard per halal ho jate hai(yani mian biwi wale talukat qaim ker sakte hai) .(Aur nikah k baad rukhsati hona zarori nahi hai) (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) before Masla # 2328) . Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.