Question |
Assalam o alaikum!main apni marzi se shadi karwana chahti hon lekin mere ghar walay nahi maan rahay main jis larke se pyaar karti hn us k sb ghar walay tayar hain iss shadi k liye unho nay rishta b maanga magar mere ghar walon nay inkaar kar diya aap koi aisa wazifa ya taweez bataein k meri us larke se shadi ho jaye sub ki razamandi se |