Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kisi ki wajah se namaz toot jay to koi guna ha 
Answer Ikhteyaari halat main wajib namaz ka torhna ehtiyaat e wajib ki bina per jaiz nahi hay. Laikin maal ki hifazat or maali ya jismani zarar se bachne k liay namaz torhne main koe haraj nahi, balkeh wo tamaam deeni or dunyavi kaam jo namazi k liay ehem hoon, on k liay namaz torhne main koe haraj nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1146). Update on dated 12-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.