Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question SALAM MUJHE AP SE POCHNA THA KE MERE SOHAR JAB BHI LARAI KARTE HAI TU WOH DIRECT KHETE HAIN KE MEIN TUJHE FARIG KARTA HOON AUR AUNHO NE KAHA KEAJ SE TUM MERI BIWI NHI HO SIRF MERE BACHON KI MAAM HO AUR MEIN APNE SARE HAQ TUM SE LETA HON MEIN NE BOOK MEIN PARHA TU AUS MEIN TALAK KUNA KA BATAYA JARAHA HAI PLZ MUJHE JALD JAWAB DEIN MERI ZINDAGI KA SAWAL HAI MERI SHADI KO 10 SAAL HO GAYE HAI AUR 5 BACHEN HAI SHUKRIYA  
Answer Is terah se talaq nahi hoti. In baato se koe faraq nahi perhta. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2472). Update on dated 29-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.