Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamu Alaikum. mera sawal ye hai ki aaj se 2 mahine pehle mere nikah hua tha. ab dono hi mia-biwi door rehte the. ek doosre ke sath nahi rehte the. kyunki family problem thi. ladki ki mummy ne mujhse zabardasti ek kagaz par 3 baar talaq likhwa liya. jisme meri marzi nahi thi. aur na hi meri biwi ko jankari thi is talaq ke baare me. main ye janna chahta hoon ki kya humdono is rishte ko barqarar rakh sakte hain. aur kya nikah abhi bhi salamat hai.  
Answer Aisi talaq durust nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2472). Update on dated 28-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.