Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mene ik larki se mutah kya. Kuch waqt baad kuch wujuhaat ko wajah se mene use hosh O hawas me 3 martaba kaha "me tumhe muddat bakhshta hun" us din 20 March 2016 taqreeban 5 bje the. Hm ne Hum bistri nhi ki or Hm ne shart rakhi thi k Hm koi physical relation nhi rakhenge or aesa ho kya. Ab Hm chahte ha k Hm phr se mutah Karlen. To kya Hm dubara mutah kr sakhte ha? Larki ko 2 baar haiz nhi hua ha.  
Answer Jis lerki se muta kia ho agar os k sath hambistari nah ki ho tu os aurat per iddat nahi hay,or os se dobara muta kerna bhi jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2396,2479). Update on dated 27.04.16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.