Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mustahab roza agr koi khulwa de sawal e khuda k naam pr to koi waqt hai uska? ya kisi b waqt ho skta hai? n rozedar k lye kya hukum hai 
Answer Jo shaks mustahab roza rakhe os k liay wajib nahi hay k osay ikhtetaam tak pohanchaey balkeh agar os ka momin bhai osay khane ki dawat day tu mustahab hay k o ski dawat ko qobool ker lay. Or din main hi roza khol lay chahay zuhur k baad hi q nah ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #) yeh istihbab us surat men he ke jab dawat qubool karna momin ke suroor ka bais bane or dawat rad karna na rahati ka bais bane. (Ref:Istifta Agha sistani D.B) Update on dated 13-23-2021. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.