Answer |
Ye talaq sahi nahi hai Q k talaaq ki chand shartain hain jin jin main se aik ye hay k talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق”k saath perha jaay. (Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472). Update on dated 20-05-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |