Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslam.u.alaikum Mera nikah ho gia hy but rukhsti nai howi kia main us se mubashrat kr sakta hn 
Answer Sigah nikah k zarie mard aurat per aur aurat mard per halal ho jate hai(yani mian biwi wale talukat qaim ker sakte hai) laikin nikah k baad aur rukhsati se phele agar larki apne baap k ghar me ho to us larki k shohar k lie us larki k baap k ghar me aane jane aur larki se raabte k lie zarori hai k larki k baap se ijazat le . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) before Masla # 2328) ,(ref: nigha o libaas ,dafter aqa sistani). Update on dated 27-05-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.