Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar ehtilam bistar par ho , to kya possible hoga k mani har jagah lag gayi ho jo ki karwatai lene se hosakta hai , agar ho gayi ho to kya bistar ka paak horr agana zaroori hai kya ? aur agar mani kapdai pe lag kar sookh gai ho to paak koi paak kapda uss se lag ka napaak hoga ? 
Answer Koe bhi paak cheeez najis is tarah hote hai maslan Agar koi paak cheez kise najis cheez se touch ho jaey aur donoo ya in me se koi aik is qadr tar(gilay) ho k aik ki tari doosray tak phonch jaey to paak cheez najis ho jae gi, albatta agar tari (ghilapan ) itni kam ho k dosere cheez ko na lage to paak cheez najis nahi ho gi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #119). Update on dated 26-06-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.