Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam-O-Alaikum Mera que ye h k agr koi admi roza rakh k so jata h kuch der baad ussy gussal e janabat ho jata h to kiya roza toot jaye ga ?.....aur kiya roze men gussal kar lena chaiye yaan phir roza aftaar krny k baad? 
Answer Agar rozedaar ko neend me ahtelaam (mani kharij ho jaay) to is ka roza batil nahe hota. Agar kise rozedaar ko din me ahtelaam ho jaay to is per fouran ghusal karna wajib nahe hai balke namaaz se phele bhi ghusal kiya jasakta hai . (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1571 ,1605). Update on dated 12-07-16 . (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.