Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question bemari ke surat mein roza torna 
Answer Agar kise ko koi aise bemari ho k use buhat ziyada piyaas laghte ho aur wo piyaas bardaash na kar sakta ho ya piyaas ki waja se use takleef hote ho to is per roza wajib nahe hai. laikin dosere surat me (yani jab piyaas ki waja se ise takleef hote ho ) to zarori hai k har roze k awaz 750 gm faqeer ko de aur agar baad me roza rakhene k qabil ho jaay to zarori nahe hai k in ki qaza baja laay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1698). Update on dated 13-07-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.