Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera sawal yeh hai k agar ehtlaam ho jaye to gussal wajib hai ya jis jaga mani lagi hai us jaga ko dho lene se badan paak ho jata hai 2. Aur libaas pe bhi jis jaga mani lagi hai us jaga ko dho lene se libaas paak ho jata hai aur us se namaz parh sakte hain k nahin 3. Aur donon cheezon ko dhone k liye sabon lazmi hai k nahin Plz reply  
Answer 1) mani(semen) k kharij(nikalnay say) insaan mujnib( yani us per namaaz perhne k lie ghusal e janabat wajib ) hojata hay srif paak karna kafi nahi hai. 2) jis jagah nijasat lagi hai sirif us ko paak kar lena kafi hai aur paak karne k baad namaaz 3) saboon se dhona lazim nahe balke jis pani se paak kiya jaay us me saboon nahe hona chaie (Ref: sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#344 , 119,44,) . Update on dated 22-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.